Yani Aye Imaan Walo’n Jab tum Namaz Padhne Ka Irada Karo

To Apne Muh Aur Kohniyo’n Tak Dono Haatho’n Ko Dho Aur Saro’n Ka Masah Karo Aur Tukhno Tak Pao’n Dho.nn?????? ?????? ????? ?????? ??nn??????????? ???????? ?????? ????? ?????? ???? ????????? ????????? ????????? ??????????? ????? ?????????? *????????? ???????????* ???????????? ????? ??????????.nnYe Quran shareef ki ayat hai.nnIsme sar ka masah nahi, balki saro ka masah likha hai.nnYani tamam saro ka, yani pure sar ka masah karna hai.nnAur Quran shareef me jo hukm hota hai, wo farz hota hai.nnYani pure sar ka masah karna farz hai na?nnTo phir masail me aisa kyu likha hai ke chothai sar ka masah farz hai.nnJawab:nnJisne bhi ye eteraz kiya wo ya to jaahil hai, ya pareshan karna chahta hai.nnYahan par khitaab tamam iman walo se hai aur jab jama (plural) Istemal kiya gaya.nnTo sar ki bhi jama Istemal ki gayi, yaani aye iman waalo apne saro ka masah karo.nnAb reh gayi baat chauthaai sar ki, to iske dalaail kutub e fiqh me mufassal mazkoor hain.nnTo jo chahe us janib ruju kare Aur Acche ustaz ke paas Taleem hasil kare.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love