Aur shariyat ki roo se taqseem sahi nahi thi, toh kya bete wapas use shariyat ki roo se kar sakte hain?nnWalid ne taqseem karne me betiyon ko bhot hi kam hissa diya aur saara 2 beto me taqseem kar diya?nnToh kya bete walid ko qabr aur hashr ke azab se bachane ke liye wapas sahi taqseem kar sakte hain?nnRahnumayi farmayeinnnJawab:nnAgar Marz ul Maut se Qabl walid ne Apne Bachcho me jayeda taqseem karke un par Qabza nahi diya tha.nnTo ab Baad e Inteqal Hasb e Hukm e Shara Tamam warasa ke darmiyan Jaayedad ki taqseem hogi.nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????