Koun Si Baatein Hai Jiski Wajah Se Aurat Se Nikah Kiya Jata Hai?

Hadees : Bukhari wa muslim wa Abu dawood wa Nasai wa Ibne maaza Abi Hurrairah Radiallau Ta’Ala Anhu se Raavi Rasoolullah ? Ne Farmaya Aurat se Nikah 4 Batoo’n ki wajah se kiya jaata hai. ( Nikah me Unka Lihaaz hota hai )nn1. Maaln2. Hasabn3. Jamaaln4. Deen Aur tu deen wali ko tarzih dennHadees : Tirmizi wa Ibne maaza habban wa haakim Abu Hurrairah Radiallau Ta’Ala Anhu se Raavi ki Rasoolullah ? Ne Farmaya 3 Shakhso ki Allah Ta’Ala Madad farmayega.nn1. Allah ki Raah me Jihaad karnw waala.n2. Makaatib ke Ada karne ka irada Rakhta hai.n3. Paarsai ke irade se Nikah karne wala.nnHadees : Abu Yaala jabir Radiallau Ta’Ala Anhu se Ravi ki Faramate hai jab tum me koyi nikah karta hai to shaitan kahta hai Haay Afsoos Ibne Adam ne mujhse Apna 2 Tihayi din bacha liya.nnBahare sharee’at Hissa 07 Safa 06 nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????nn 

Share your love