Jisme Nikah ki Istita’At (taqat) nahi wah kya kare?

Hadees : Bukhari wa muslim wa Abu Dawood wa Tirmizi wa Nasai Abdullah Ibne masood Radiallau Ta’Ala Anhu se Ravi Rasoolullah ? ne farmaya Ay Jawaano Tum me jo koyi Nikah ki Istita’At Rakhta hai wah Nikah kare ki Yah Ajnabi Aurat ki Taraf najar karne se Nigah ko Rokne wala hai Aur Sharmgaah ki Hifaazat karne wala hai Uar jis me Nikah ki Istita’At (taqat) nahi wah Roza Rakhe ki Roza Kate’a shahawat hainnHadees : Ibne maza Anas Radiallau Ta’Ala Anhu se Ravi ki Huzoor E Aqdas ? Farmate hai Jo khuda se paak saaf ho kar milna Chahe woh Aazad Aurat se Nikah karennHadees : Baihaki Abu Hurrairah Radiallau Ta’Ala Anhu se Ravi ki Rasoolullah ? ne Farmaya jo mere Tarika ko Mahboob Rakhe wah meri Sunnat par Chale aur meri sunnat se Nikah hainnBahar e shariat Hissa 07 Safa 05nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????nn 

Share your love