QANOON-E-SHARIYAT MEIN JUMME KI SHARAYAT MEIN PEHLI SHART YE HAI KI?

JAHA JUMMA QAYAM KIYA JAYE WO JAGAH SHEHASSALAMUALAIKUM , MUFTI SAHAB SE MERA SAWAL HAI,

QANOON-E-SHARIYAT MEIN JUMME KI SHARAYAT MEIN PEHLI SHART YE HAI KI JAHAN JUMMA QAYAM KIYA JAYE WO JAGAH SHEHER HO, ZILA HO, YA TEHSEEL HONA ZARURI HAI.

JAHAN PAR HAKIM NA HO WAHAN JUMMA QAYAM KARNA JAYEZ NAHI.

AB YAHAN PAR HAR JAGAH HAR MASJID MEIN JUMMA HO RAHA HAI.

JABKE YAHA NA TEHSIL HAI NA ZILA HAI NA SARKARI ADALAT HAI.

Jawab:

Agar Waaqai Wo Sharan Shaher, Ya Fina-E-Shaher Nahi, To Wahan Juma Nahi.

Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love