Jawab:nnIsa Alaihissalam Allah ke Nabi hain Aur wo Shariat e Muhammadiyah ke pairo kaar honge.nnJo ke inhi chaar imamo ke hi Mutabiq hoga. Lekin inki pairwi karne waale honge ye nahi kaha ja sakta.nnKyu ke Bahot se masail me ikhtelaaf hai aur Unme se Ek hi durust hoga.nnLekin hamen iska ilm nahi ke kya durust hai. Use Allah o Rasool hi behtar jaante hain.nnUmmeed hai ke usi Maslak ke mutabiq hon Jo Maslak e Hanafi Hai. Insha’Allah!nnYe Yaad Rahe ke Ye Ikhtelaaf furoo’i Masail par hai. Warna aqaayed me Isa Alaihissalam Usi Maslak e haq par honge Jise aaj pehchan ke liye Maslak e Alahadrat kaha jata hai.nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????