Agar Kisi Ka Kufr Pata Chala To Usko Kafir Keh Sakte Hai.

Aur Agar Usne Uske Kufr Par Tauba Karli Ho Aur Hume Nahi Pata To Kya Hukm Hai.nnKya Use Hum Kaafir Keh Sakte Hai.nnANSWERnnKisi Ne Kufriya Amal Kiya Aur Samjhane Ke Bawajood Ya Khud Samajhne Ke Bawajood Wo Kufr Par Atal Raha.nnnTo Ab Usko Kafir Kaha Ja Sakta Hai.nnnJab Tak Uski Tauba Mash?hoor Na Ho Ya Ma?loom Na Ho.nnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love