AUR WAHI GUNAAH YA KOI DUSRA GUNAAH EK AALIM KAREIN TO, DONO KE GUNAAH MEIN KYA FARK HAI?
Jawab:
HADEES MEIN HAI RASOOLALLAH SALLALLAHU ALAIHI WASSALLAM FARMATE HAI, AALIM KA GUNAAH EK GUNAAH HAI, AUR JAAHIL KA GUNAAH DOHRAH (Double) GUNAAH,
ARZ KI:- YAA RASOOLALLAH SALLALLAHU ALAIHI WASSALLAM YAH KAISE, FARMAYA AALIM PAR GUNAAH KARNE KA EK AZAAB HAI, AUR JAAHIL PAR EK AZAAB, GUNAAH KARNE KA HAI, AUR EK ILM NA SEEKHNE KAA HAI.
FATAWA RAZVIYA SHAREEF, JILD-29, SAFA NUMBER-619