KYA YOUM E ARAFAT KE DIN DUA BEHTAR HAI?
HADEES: Hazrat e Amr Bin Shuaib RadiAllahu Taala Anhu se riwayat hai ke Huzoor Nabi e Kareem Sallallahu alaihi wasallam ne irshad farmaya “behtar dua arfah ki dua hai.”
(Tirmizi)
HADEES: Hazrat e Abdullah Bin Amr Bin Aas RadiAllahu Taala Anhu se riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu alaihi wasallam ne irshad farmaya keh behtar dua arfah ke din ki dua hai, aur behtar wazeefah woh hai jo mera aur ambiya e saabiqeen ka raha hai yanin”
NOTE:- YOUM E ARAFAT 9WEN ZULHIJJAH KO KAHTE HAIN.
BOOK NAME – FAZAAIL O MASAIL E EIDUL AZHA O QURBANI
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmed Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi