Kya Pregnant Aurat Ko Umrah Ke Liye Leja Sakte Hai?

Jiska 4tha Ya 5wa Mahina Chal Raha Ho Aur Jo Log Ramzan Shareef Mein Umrah Karne Jate Hain.

Wo Kya Shawwal Ka Chand Makkah Shareef Ya Madina Shareef Mein Dekhe To Hajj Karna Farz Hojata Hai?

Jawab:

Prengnant Aurat Umrah Ke Liye Ja Sakti Hai.

Ramzan Shareef Mein Umrah Ke Liye Gaya Aur Wahan Shawwal Ka Chand Dekhle Aur Hajj Karne Ki Istetaat Hai, To Hajj Farz Hai Aur Hajj Ki Istetaat Nahi To Hajj Farz Nahi.

Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love