Tawaf ke Phero me Shaq Pada Ki kitne Hue

To Agar Farz Ya wajib Hai To Ab Se 7 Phere Kare Aur Agar Kisi Ek adil Shakhs ne Bata Diya ki itne Phere Huye To Kya Hukm hai?nnJawab:nnMas’Ala: Tawaf 7 phero par khatm ho gaya. Ab Agar 8wa phera Jaan-Bujkar Kasdan Shuru kar liya to Yah Ek Jadid (Naya) Tawaf Shuru Huwa.nnIse bhi Ab 7 phere karke khatm kare.nnYoonhi Agar Mehaz (Sirf) waham wa waswasa ki bina par 8wa phera shuru kiya ki shayad Abhi 6 hi huye ho jab bhi use 7 phere kar ke khatm kare.nnHaan Agar is 8we ko 7wa gumaan kiya baad me malaum huwa ki 7 ho chuke to isi par khatm karde 7 pure karne ki jarurat nahi.nn(Durre Mukhtaar)nnMas’Ala: Tawaf ke phero me shaq pada ki kitne huye to Agar Farz Ya wajib hai to ab se 7 phere kare.nnAur Agar kisi ek adil Shakhs ne bata diya ki itne phere huye to uske qaul par Amal karle.nnAb behtar hai Aur 2 adil ne bata diya to unke kahne par jarur amal kare aur tawaf agar farz ya wajib nahi hai to gaalib gumaan par amal kare.nn(Raddul Muhtaar)n

Bahare sharee’at Hissa 06 Safa 53

n

??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love