Chaar rakat sunnat namaz mein, tisri aur chauthi rakat mein

Surah Fatiha ke baad koi aayat mila sakte hai, ya nahi?

Jawab:

Sunnat ki har rekaat mein surah fatiha ke baad surah milana wajib hai.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love