Kya Bagair Kisi Gawah Ke Nikah Ho Sakta Hai.

Agar Koi Gawah Mayassar Na Ho, Ya Koi Aise Maqaam Par Hon Jahan Koi Maujood Hi Na Ho.

To Kya Mard Aur Aurat Ka Nikah ALLAH wa RASOOLALLAH Sallallahu Alaihi Wasallam Ko Gawah Rakh Kar Ho Sakta Hai?

Agar Nahi to Nikah Ki Phir Kya Soorat Hogi Aise Mahol Mein.

Rehnumayi farmayein.

Jawab:

Nikah mein Ijab o Qubool Ke Waqt Do Gawaho Ki Maujoodgi Shart Hai.

Agar Do Gawah na Ho, to Nikah Saheeh Na Hoga.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love