Zakat Ke Bare Mein Kuch Bataye Ki Sona Chandi Aur Maal Kitna Hona Chahiye Aur Kitna De Sakte Hai.

ANSWERnn52.5 Tola ChandinnYa 7.5 Tola Sona.nnYa Is Ki Qeemat Ke Barabar Paise HonnYa Tijarat Ka Saman Ho.nnTo Us Par Tamam Ke 2.5% Zakat Nikalna Farz Hai.nnAgar Kisi Ke Paas Sona Chandi Dono Ho Ya Sona Ya Paise Ho Aur Sab Ka Majmua 52.5 Chandi Ki Qeemat Ko Pahoch Jaaye To Us Par Bhi Saal Guzarne Par Zakat Farz Hai.nn??????????????nKhalifa E Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love