Zaid Ne Mahe Ramzan Se Pehle Apna Ek Flat Becha 10 Lakh Ka Aur Usska Token Zaid Ke Paas Aaya 1 Ya 2 Lakh.

Zaid Aakhri Ashre Me Umrah Karne Jaane Wala Hai.nnIsliye Usne Dusre Paise Mahe Ramzan Ke Baad Dene Ko Kaha Hai.nnZaid Ka Saal 21vi Shab Ko Khatam Hota Hai.nnZaid Ki Niyat Ye Hai Iss Flat Ke Paise Se Wo Dusra Flat Hi Kharidega.nnChahe Usme Thodi Aur Amount Add Karna Pade.nnIss Soorat Me Zaid Ke Ye Beche Hue Flat Ki Rakam 10 Lakh Par Zakat Is Saal Niklegi ?nnANSWERnnAgar Ghar Bech Kar Qabza Bhi De Chuka Hai.nnTo Us Puri Raqam Yaani 10lakh Par Zakat Wajib Hogi.nnAur Abhi Qabza Nahi Diya Hai.nnTo Jitni Raqam Us Ke Paas Hai Us Par Zakat Waajib Hai.nn??????????????nKhalifa E Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love