Hazrat koi bhi Dar ul uloom se safir aate hai usme jo zakat ki rakm dete hai.

To kya zaruri hai ki dene wala apna naam likhaye. Agar ek Muslim likhwa diya to Zakat to Ada ho Jayegi.nnMein ye samjta hu ki jo paise ki Niyat ki wo ada ho jayegi.nnJawab:nnZakat ke Liye Naam ki Zarurat Nahi. Agar Zakat Mustahiq e Zakat Ko di, to Zakat Ada ho Jayegi.nnSharth hai Maal e Zakat ka Mustahiq Ki Milkiyat Me Pahochna.nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love