Kam Se Kam Kitne Rupaye Ho Ki Jin Par Zakat Wajib Hoti Hai?

Jawab:

Agar Sona Chandi Na Ho Aur Na Maal e Tijarat Ho.

Toh Kam Se Kam Itne Rupaye Ho Ki Bazaar Mein Saadhe Bawan (52 1/2) Tola Chandi, Ya Fir Saade Saat (7 1/2) Tola Sona Khareeda Ja Sake.

Toh Un Rupayo Ki Zakat Wajib Hoti Hai.

Share your love