Muharram ke dino me kai logo ko sawari (hajri) aati hai.

Aur bolte hai ki ye wale baba aa rahe hai aur wo wale baba aa rahe hai.nnkya ye sahi baat hai ki unko sawari bhi sahi me aati hai ya nahi.nnAur hamare ilake me to kuch kafir baba hai unko bhi sawari aati hai aur bolte hai ki unke paas jaoge to tumhari muraad puri ho jayegi aur tumhara har kaam ho jayega isme jana kaisa hai ?nnJawab:nnYe sab sarasar jhoot aur dhoka hai.nnYa phir Kisi Jinnat ki Shararat.nnKisi Buzurg ka ye kaam hargiz nahi ho sakta.nnWa-Allahu Ta’ala A’lamnn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love