Kya Quran Sharif Ki Aayat Ko Mobile Par Send Sakte Hai

Jabki Ye Jante Hai Ki Log Use Padhne Ke Baad Delete Kar Dete Hai?

Jawab:

Qurani Ayaat Ko Msg Mein Bhejna Jab Ke Pata Hai Ke Jise Bheja Hai Wo Uski Be-Hurmati Nahi Karega To Jayez Or Durust Hai.

Parhne Ke Baad Agar Kabhi Usne Delete Bhi Kar Diya To Koi Harj Nahi.

Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love