Jawab:nnYu to umooman har din ko Durood ka din banana chahiye.nnLekin agar mazkoora tareekh par us din ka naam yaum e durood rakha jaaye aur khusoosan iska ihtemam kiya jaaye, to bhi koi harj nahi.nnBalke Jaayez o mustahsan (achcha, pasandida) hai.nnWaazeh rahe ke hame har din ko Islami date ke etebar se manane aur yaad rakhne ka hukm diya gaya hai.nnHaan! rahi baat ek khaas din ko yaum e durood se mausoom karne ki, to is me harj nahi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????