Ghadeer-e-khum me Rasool (sallallahu alaihiwassalam) ne Hazrat Ali ka bazu buland karke mann kunto maula fahaza Ali yun maula kaha.

Uske fauran Baad Jibrail Ameen (alaihissalaam) ne Quran me aai 2nd last aayat leke nazil hui. Jo sureh Maida ki ayat no. 3 hai.nnAlyawma akmaltu lakum deenakum waatmamtu Aaalaykum nia’amatee waradeetu lakumu alislama deenan famani idturra fee makhmasatin ghayra mutajanifin liithmin fainna Allaha ghafoorun raheemun.nnJiska matlab ab jaake deen mukammal hua.nnIs Ayat aur hadees pe Ahle Sunnah ke aulmao ka kya kehna hai.nnJawab:nnAyat e kareema ????????? ?????????? ?????? ????????? ???????????? ?????????? ????????? ????????? ?????? ???????????? ?????? ? ?????? ???????? ??? ?????????? ?????? ??????????? ????????? ? ??????? ??????? ??????? ???????? Hajjatul wida ke din nazil hui.nnBukhari o muslim ki hadees me hai ke hazrat umar ??? ???????? ?????? ??????????? ke paas ek yahudi aaya aur usne kaha ke aye ameer ul momineen apki kitab me ek aayat hai.nnAgar wo hum yahudio par nazil hui hoti to hum roz e nuzool ko eid manate, farmaya: Kaun si aayat ? Usne yahi aayat parhi.nnApne farmaya: Mai us din ko janta hu jisme ye nazil hui thi aur us ke maqam e nuzool ko bhi pehchanta hu wo maqam Arafaat ka tha aur din Jumuah ka.nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love