Imam sahab asar ki namaz ki dusri rakaat me qaide me baithna tha lekin wo seedhe khade hogaye.

Phir muqtadi ne luqma kaha tab imam sahab wapas qaide me agaye aur akhir me sajda e Sahw karke namaz ko mukammal kiya.nnLekin kuch logo ne kaha ki namaz ko dohraya jaye?nnKya namaz fasid huwi ya mukammal ?nnJawab:nnSajda e sahw se namaz bilaa karaahat ho gayi.nnHaan, agar imam teesri rakat ke liye seedha khada ho gaya, uske ba’ad jis jis muqtadi ne luqma diya, unki namaz faasid ho gayi.n????? ?????? ????nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love