Azaan Ko bagair talaffuz aur bagair tajweed ke Dene se kya Azaan hojayegi

Aur jis Shakhs Ko tajweed nahi aati ho to aisa shakhs Azaan de to kaisa hai?nnHazrat aur ek sawal kya aisa shakhs iqamat bhi de Sakta hai?nnJawabnnZaruri hai ke muazzin Talaffuz ka khayal rakhe ke agar Maana faasid hua to azaan hi na hogi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love