Aaj Kal dekha Gaya hai ki halala arrange Kiya jata hai.

Jaise nikah se pehle hi contract Kiya jata hai ki nikah ke baad humbistri kaarke talaq dedena hai.nnIss halala ke baare Mai aapke Kya tassurat hai.nnKya aisa Kiya jasakta hai?nnJawab:nnAgar niyat sadiq ho ke 2 musalman mard o aurat jo miya biwi the, wo phir se ek ho jaayein Aur sirf isi niyat se wo aisa kare.nnIsme apni khwahish na kare, to Gunah nahi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love