QURBANI KE JANWAR ME AIB DEKHNA

QURBANI KE JANWAR KA BAYAN?nnHADEES :- Ummul Momineen Hazrat e Aaisha Siddiqa ??? ???? ????? ???? se riwayat hai.Ke RasoolAllah ??? ???? ????? ???? ???? ne hukm farmaya, keh seengh wala mendha laaya jaaye. Jo siyahi men chalta ho aur siyahi men baithta ho aur siyahi men nazar karta ho. Yani uske paaun siyaah hon aur pet siyaah hon aur aankhen siyaah hon oh Qurbani ke liye haazir kiya gaya. Huzoor ??? ???? ????? ???? ???? ne farmaya Aaisha chhuri laao phir farmaya use paththar par tez kar lo phir huzur ne chhuri li aur mendhe ko litaaya aur use zabah kiya phir farmaya.nn?????? ??????? ??????????? ????????? ???? ????????? ?? ???? ????????? ?? ???? ??????? ?????????nnIlahi to isko Muhammad ??? ???? ????? ???? ???? ki taraf se aur unki aal ki aur ummat ki taraf se qubool farmann(Muslim Shareef)nnHADEES:– Hazrat e Abdullah Bin Mas’ood ??? ???? ????? ??? se riwayat hai keh Huzoor ??? ???? ????? ???? ???? ne farmaya Qurbani mein gaaye 7 ki taraf se aur oont 7 ki taraf se hainn(Tibrani Shareef)nnHADEES:– Hazrat Majaashe’ Bin Mas’ood ??? ???? ????? ??? se riwayat hai keh Huzoor ??? ???? ????? ???? ???? ne farmaya bhed ka jaza’a ( 6 mahine ka bachcha ) saal bhar wali bakri ke qaaim maqam hai.nn(Abu daaud o Nasai)nnHADEES:– Hazrat e Ali ??? ???? ????? ??? se riwayat hai keh Huzoor ??? ???? ????? ???? ???? ne farmaya 4 qism ke Jaanwar Qurbani ke liye durust nahin, kaana jiska kaanapan zaahir hai, aur beemaar jiski beemari zaahir ho, langda jiska lang zaahir hai, aur aisa laagar jiski haddiyion mein magz na honn(Imam Ahmad)nnHADEES:– Hazrat e Ali ??? ???? ????? ??? se riwayat hai ke RasoolAllah ??? ???? ????? ???? ???? ne kaan kate huye seengh toote huye ki Qurbani se mana farmayann(Ibn e maajah / Imam Ahmad)nnHADEES :– Hazrat e Ali ??? ???? ????? ??? se riwayat hai ke Rasool e Akram ??? ???? ????? ???? ???? ne farmaya ke ham Jaanwaro ke kaan aur aankhen gaur se dekh len aur uski Qurbani na karein jiske kaan ka agla hissa kata ho aur na uski jis ke kaan ka pichhla hissa kata ho na uski jiska kaan phata ho ya kaan men sooraakh honn(Tirmizi / Abu daaud / Nasai)nnMASAIL E FIQHIYYAH?nnMASLAH:– Qurbani ke Jaanwar 3 qism ke hainnn(1) Oontn(2) Gaayen(3) BakrinnHar qism me uski jitni nau’aen hain sab daakhil hain narr o maadah khassi aur gair e khassi sab ka ek hukm hai. Yani sab ki Qurbani ho sakhti hainn(Bahar e shari’at)nnMASLAH:– Bhains gaaye me shumaar hai uski bhi Qurbani ho sakhti hai – bhed aur dumbah bakri me daakhil hain unki bhi Qurbani ho sakhti hainn(Bahar e shari’at)nnMASLAH:– Wahshi (jangli) Jaanwar jaise neel gaaye aur hiran inki Qurbani nahin ho sakhtinn(Bahar e shari’at)nnMASLAH:– Murgi ki Qurbani jaayez nahin.nn(Fatawa Razviya Jild 8 Safah 530)nnBOOK NAME – FAZAAIL O MASAAIL E EIDUL AZHA O QURBAANInn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmed Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love