Baaz Log Shab e Qadr, Ya Ramzan Ke Aakhiri Jummah Ko Qaza e Umri Ke Naam Se Do (2) Ya Char (4) Rakat Padhte Hai

Aur Yeh Samajhte Hai Ki Umar Bhar Ki Qaza Namaz Isi Ek Namaz Se Ada Ho Gayi. Toh Uske Liye Kya Hukm Hai?

Jawab:

Yeh Khayaal Baatil Hai.

Ta’waqte Ki Har Ek Namaz Ki Qaza Alag Alag Na Padhege, Toh Chhothkaara Na Paayege.

Share your love