Mazar Par Chadar Chadhana Kaisa?

Jawab:

Sahabi e Rasool Sallallahu Alaihi wasallam Ibn-E-Abbas Radiallah Anho Bayan Karte Hai.

Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Qabr Mubarak Par Surk (Red) Rang Ki Chadar Dali Gayi Thi.

1: HADEES: MUSLIM SHAREEF JILD 1 KITAB ALJANAIZ HADEES NO:2137

2:TIRMIZI SHAREEF HADEES NO:1047

3:NASAI SHAREFF 2021

4:MASNAD-E-AHMAD HADEES NO:2010

5:IBN-HIBBAN HADEES NO:6631

6:BAHEKI SHAREEF HADEES NO6511

7:TABRANI MOZZAM KABIR HADEES NO:12965

Agar Chadar Chadana Shirk Hota Toh Huzoor Sallallaho Alaihi Wasallam Ki Qabr Par Sahaba Chadar Nahi Chadate.

Masla: Ala Hazrat Farmate Hai

Jiska Khulasa Ye Hai Mazar Par Chadar Dalna Mustahab Hai. Agar Mazar Par Pahle Se Hi Ek Chadar Maujood Ho Aur Usme Koi Kharabi Naho To Dusri Dalna Israf Hai. Wahi Paisa Kisi Miskin Ko De Diya Jayein.

Fatawa-E-Razavia

Share your love