Agar Koi Kahe Ke Ummati Ambiya Alaihissalam Ke Nekiyo Se Aage Baed Sakta Hai?

Aur Doosra Shakhs Yeh Kahe Ke Bazahir Ummati Nabi Ke Aamaal Se Baed Sakta Hai.nnJaise Huzur Alaihissalam Ne Ek Hajj Kiya Aur Ummati Ne 10. To Kya Ye Kaha Jaa Sakta Hai, Ke Ummati Bazahir Aamaal Mein Baed Sakta Hai?nnIs Tarah In Dono Par Kya Hukm Hai?nnJawab:nnIs Tarah Nabi Par Gair E Nabi Ko Fazeelat Saabit Karna Chahta Hai, To Kufr Hai.nnWarna Gumrahi Zarur Hai Ke Koi Sahabi Bhi Kisi Nabi Se Amal, Ya Nekiyo Me Nahi Barh Sakta.nnTo Dosre Ummati Kaise Barh Sakte Hai.nn???? ??????nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love