Category Aqeedah

Shariyat Me Peer Ya Wali Ka Pair Chhoona Jayez Hai Ke Nahi.

Agar Jayez Hai To Kis Mayyaar Se Zara Tafseel Ke Saath Bataye.nnANSWERnnTa?zeeman Apne Peer Ya Kisi Buzurg Ke Pairo Ka Bosa Lena Jaayez Hai.nnLekin Logo Ke Samne Is Tarah Bosa Na Le Ke Sajda Ka Shubha Ho.nnnn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar…

Hazrat Ali ko imam e awwal likhna ya kehna kaisa?

Jawab:nnImam se murad khaleefa hai, yaani khaleefa e awwal.nnAur Hazrat Ali karramallahu Ta’ala waj’hahul kareem ko khaleefa e bila fasl, ya khaleefa e awwal ka qaul karna gumrahi hai aur ye rafizi tafzeelio ki raah hai.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri…

Dhadi ek mutthi honi chahiye ye kahan se sabit hai?

Dhadi nahi katni chahiye aur munchhe katrana chahiye iska hawala hai to de.nnJawab:nnnDaarhi Mundaana haraam hai.nnnDurr e mukhtar me hai “mard ko daarhi mundana haraam hai”.nnFath ul Qadeer, Durr e Mukhtar, Raddul Mohtaar, Bahr Raayeq, Tahtawi me hai..nn”Darhi jab ek…