Agar Kisi Ko Raat Mein Ehtelam Hua Aur Woh Subah Mein Sirf Nahaya Ghusl Nahi Kiya

Uske Zehen Mein Nahi Raha. Toh Kya Ab Woh Pure Deen Ki Namaz Padh Sakta Hai Ya Nahi?

Jawab:

Agar Pure Badan Par Us Ne Pani Baha Liya Aur Achchi Tarah Kulli Karli Aur Naak Mein Baanse Tak Pani Charha Liya.,To Ghusl Ho Gaya.

Aur Agar Is Mein Koi Kami Rahi, To Ghusl Na Hua.

Aur Is Halat Mein Jo Namaze Ada Ki Gayi Unhe Dohraayein.

Khalifa E Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love