Hajj Karne Ke Sharayi Huqm Kya Hai

Ek Aurat Ke Liye Maine Suna Hai Ke Aurat Hajj Karne Ke Liye Sirf Beta Aur Koi Bhi Rishtedar Ke Sath Jane Ka Huqm Hai.

Kya Akele Kisi Kafila Jata Hai.

Jaise Ke Baher Hajj Camp Se Jaate Hain.

Kya Aisa Aurat Jaa Sakti Hain.

Jawab:

Is Mein Hajj Hi Ki Khususiyat Nahi Aurat Ka Begair Shauhar, Ya Mahram Ke Safar Karna (92km Ya Us Se Zyada Ka) Haraam Hai.

Lehaza Hajj Ke Liye Bhi Safar Karna Begair Mahram, Ya Shauhar Na Jaayez Hoga Aur Aurat Gunahgar Hogi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love