Agar Sirf 3 maari Ya Bilkul Nahi To Dam Laazim Hoga Aur Agar 4 Maari To Baaki Har kankari ke Badle Kya Hukm hoga.
Jawab:
Baaki kankari ke liye Sadqa de.
Sath se kam jaayez nahi.
Agar Sirf 3 maari Yaa Bilkul nahi To Dam laajim hoga Aur Agar 4 Maari To Baaki Har Kankari ke badle Sadqa de.
Raddul Muhtaar
Kankari Maarne mein pai dar pai hona Shart Nahi.
Magar Wafka khilaf’e Sunnat hai.
Maslan Ek Kankari Maar kar Ruk gaya phir kuch der baad Dusri Ya Teesri Maari.
Raddul Muhtaar
Sab Kankariyaan Ek Sath phenki to Yah Saato Ek ke kaayim Makaam (Jagah) huyi.
Raddul Muhtaar
Reference Bahare shariat Hissa 06 Safa 84
Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi