Agar Koi Sunni Haram Sharif Mein us Waqt Maujood Ho.
To Kya Aisi Soorat Mein wo Namaziyon ke Aage se Guzar kar Baahar Ja Sakta hai?
Kisi ne ek shakhs ko mana kiya, to woh kehne laga ke usne suna hai ke Huzur Mufti e Azam ne bhi unki safon ko cheer kar baahar chale gaye the.
Kya ye baat sahi hai?
Jawab:
Is waqt wahan ke jitne Imam hain, sab najdi wahabi khabees hain, unke peeche Namaz durust nahi.
Chahiye ke Baaher nikal jaayein, ya agar fitne ka andesha ho, to wahin baith jaayein.
Magar unki iqteda hargiz na karein.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi