Qul Ki Mitti Kya Hai?

Kya Qul Ki Mitti Teen Baar Dena Zaruri Hai? ya Qul Ki Mitti Same Qabr Se Honi Chahiye.

Jawab:

Qul Ki Mitti Us Mitti Ko Kehte Hain, Jis Par Surah Ikhlas Parh Kar Damm Kiya Gaya Ho.

Us Mitti Ko Maiyyat Ke Sirhaane Rakha Jata Hai.

Ye Koi Zaruri Amr Nahi Aur Na Hi Usi Qabr Ki Mitti Ka Hona Zaruri Hai Aur 3 Martaba Dena Bhi Zaruri Nahi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love