Agar kisine mannat mani ki ye kaam hone ke baad main itni rakat namaz padhunga

or namaz ki tadad bahot zyada hai. To wo kaam hone par wo namaz kis tarha ada karein?

Kya jo qaza namazo mein sahulat di gayi hai, namaz aasan karne or jald Ada karne ke liye jaise ruku or sajde mein sirf ek baar tasbeeh padhna, qayde mein jo sahulat hai.

To kya ye sahulato ke saath namaz padh sakte hain? Aur kya asr or fajr ki namaz ke Baad padh sakte hain? Aur niyat kya ki jayegi?

Jawab:

Makrooh awqaat ke ilawa, waqto mein usko ada karein aur zyada hai to mazkoora surat ikhtiyar kiya, yaani ruku sujood mein ek ek tasbeeh jaayez hai.

Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love