Fajr Namaz ka waqt kam tha wazu karte to waqt khatm ho jata tayammum karke 2 farz namaz padhli.

Kya waqt kam hone ki wajah se tayammum kar ke namaz padh sakte hai.nnJab ke pani ho or waqt kam ho.nnYa Wapas Padhni Padegi ?nnJawab:nnAgar waaqai itna hi waqt hai ke wazu karega to waqt khatam ho jayega to tayammum kar ke farz ada karle.nnMagar suraj tulu hone ke 15 minute baad wazu karke us namaz ka Iaada (Repeat) kare.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love