Baaz log namaz mein sajde mein jaate waqt apne dono haatho

se shalwar, ya kurta upar karte hai aur phir sajde mein jate hain. Kya aisa kar sakte hain? Namaz ho jayegi?

Aur agar Imam sahab bhi har rakat mein karte hai.

Toh kya unke peeche padhne waalo ki namaz mein koi karahat toh nahi hogi?

Jawab:

Agar waaqai wo bila zarurat e sharaiyyah dono hatho se kapra samet’ta hai.

To Namaz makrooh e Tahrimi wajibul iaada hogi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love