Zohar ki Namaz padh raha tha padhte waqt bhool gaya ke kitni rakat hui

qawi andesha huwa ke chaar rakat hogayi usne namaz muqammal kar liya.

Phir jabh asar padhne gaya, toh usse yakeen huwa ke chaar nahi teen hi rakat padha tha.

Toh ab uske liye kya hukm hai?

Namaz ko dohrana hai, yaa namaz hogayi?

Agar dohrana hai toh niyat kya hogi?

Jawab:

Mazkoora Surat mein Namaz Qaza ki Niyat se Ada karein

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love