Zaid ek masjid mein jumma ki namaz ada kiya.

Fir usko dusri masjid mein Salat o salam padhna tha, to dusri masjid mein jamat ke sath jumma ki namaz ada kiya (niyat nafil namaz ki kari).

Kya huqm e sharai lagega zaid par?

Jawab:

Baad e zohr nafl jaayez hai.

Lehaza uski ye namaz e nafl ada ho gayi.

Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love