Jawab:
Jis Roz Aur Jis Waqt Ki Namaz Qaza Ho Uss Roz Aur Uss Waqt Ki Niyat Qaza Mein Zaruri Hai.
Maslan, Agar Juma Ke Roz Fajr Ki Namaz Qaza Ho Gayi.
Toh Iss Tarah Niyat Karein Ki Niyat Ki Maine Doo Rakat Namaz Qaza Juma Ke Fajr Farz Ki ALLAH Taala Ke Liye Muh Mera Taraf Kaaba Shareef Ke Allahu Akbar.