Agar Namaz Padte Waqt Samne Aina Ho Jisme Apna Shakal Wagaira Sab Dikhta Hai To Kya Namaz Ho Jayegi.

Or Agar Namaz Padte Waqt Apna Mobile Pars Wagaira Samne Niche Rakhte Hai.nnTo Aajkal Mobile Itna Shaining Hota Hai Ke Usme Apni Shakal Achche Se Dikh Jati Hai.nnTo Kya Isse Bhi Namaz Ho Jayegi Or Agar Ab Tak Jo Aisa Namaz Pade Hai, To Kya Wo Namaz Hui Hogi, Ya Nahi?nnJawab:nnAaine Me Apni Shakl Ya Kisi Ki Shakl (Aks) Nazar Aaye, To Isse Namaz Faasid Nahi Hogi.nnHaan! Agar Iski Wajah Se Namaz Me Khalal Ho Yaani Zahen Bhatke, To Karaahat Hogi.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love