Jo Namazi Makhraj Se Namaz Nahi Padtha Ho Uski Namaz Hogi Ya Nahi?

Jawab:nnHuroof Makhraj Se Ada Na Karne Ki Wajah Se Fasaad E Ma?na Hua, To Namaz Nahin Hogi.nnMakhraj Badalne Ki Wajah Se Ma?na Mein Fasaad Ho Jaaye.nnMaslan Surah E Ikhlas Mein ??? Badi ? Se Hai Aur ? Se ??? Ka Matlab Ek Hota Aur Chhoti ? Se ??? Ka Matlab Buzdil Hota Hai.nnAb Koi Surah E Ikhlas Mein ? Ko Chhoti ? Se Padhe Ma?na Fasid Ho Jaayega Aur Namaz Nahi Hogi.nnYe Hai Fasad E Ma?na Ka Matlab Hai.nnJiske Huroof Makhraj Se Ada Nahi Hote Un Par Laazim Hai Ke Makhraj Se Ada Karne Ki Koshish Karein Aur Ustaad Se Seekhein.nnAgar Aap Seekhne Ki Koshish Kar Rahe Hain. To Zamana E Koshish Ki Namaz Ho Jaayegi Aur Agar Koshish Nahi Kar Rahe Hai Sikhne Ki, To Fasaad E Ma?na Ki Soorat Mein Namaz Nahin Hogi.nnJin Ke Huroof Makhraj Se Ada Nahin Hote Unhen Chaahiye Ke Paanchon Waqt Ki Namaz Jamat Se Aadha Karein.n????? ?????? ????nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love