Jawab:
Sunnate Muakkidah Ye Hai.
Fajr Ki Farz Namaz Se Pahle 2 Rakat.
Zuhar Ki Farz Se Pahle 4 Rak?at Aur Zuhar Ki Farz Ke Baad 2 Rakat.
Magrib Ki Farz Ke Baad 2 Rakat.
Isha Ki Farz Ke Baad 2 Rakat.
Juma Ke Farz Se Pahle 4 Rakat Aur Juma Ki Farz Namaz Ke Baad 4 Rakat.
In Sunnato Ke Ilawah Waqti Namazo Mein Jo Mazeed Sunnatein Padhi Jaati Hain Woh Sunnat-E-Gair Muakkidah Hai.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Dilshad Ahmad Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadi