Ek Shakhs Video Me Tasweer Dekh Raha HoTo Dusre Shakhs Ki Namaz Ho Jayegi?

Mara Sawal Ha Ke Koi Shakhs Namaj Par Raho Or Dusra Shakhs Mobile Me Tasvir Wala Video Dakha Ya Fir Video Call Kara To Dusra Shakhs Ki Namaz Hogi.nnJawab Ata FarmayennnJawabnnnIska Dusre Ki Namaz Par Koi Asar Nahi Hoga.nnnLekin Tasweer Haram Hai.nnHUZOOR PAK ??? ???? ???? ???? Tasweer Banane Ko Haram Qarar Diya Hai.nnnWALLAHO TA?ALA AALAMO BIRRASOOL.nnnTasveer Ka BayannnnHazrat Rasool E Khuda? Ne Farmaya Ki Nahi Dakhil Hote Farishte (Rahmat Ke)Jis Ghar Me Kutta Ya Tasveer Ho.nnn(Mishqat SA 385)nnnAur Dusri Hadees Me Yah Bhi Farmaya Ki Sabse Zyada Azaab ALLAH Ke NazdeeknnTasveer Banane Walo Ko Hoga.nnn(Mishqat G 2 Sa 385)nnnYe SUNNI Network ka jawab tha.nnANSWERnnAgar Jandar Ki Tasweer Itni Badi Hai Ke Sajde Ki Jagah Par Rakh Kar Khade Ho Kar Dekha Jaaye To Uska Chehra Saaf Nazar Aaye Aur Aisi Tasweer Namazi Ke Kisi Janib Se Bhi Samne Ho To Namaz Makrooh E Tahrimi Hogi.nnn??????????????nKhalifa E Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love