Farz Ya Magrib ki Namaz Tanha Ek Rakat Padh Chuka tha Ki Jamat Kayim huyi.To Ab Kya hukm aayega Uspar

Farz Ya Magrib ki Namaz Tanha Ek Rakat Padh Chuka tha Ki Jamat Kayim huyi.To Ab Kya hukm aayega UsparnnFauran Namaz tood kar Jamaat me Shamil ho jaayennFarz ya Magrib ki namaz Ek Raka’At padh chuka tha ki Jamat kaayim huyi fauran namaz tood kar Jamat me shamil ho jaaye. Agarche dusri Rakat padh raha ho.nnAlbatta dusri Rakat ka sajda kar leta to ab in do namazo me todne ki izajat nahi Aur namaz puri karne ke baad nafl ki Niyat se bhi in me sharik nahi ho sakta ki 3 Rakat e Nafl ki nahi Aur magrib me Agar shamil ho gaya to Bura kiya imaam pehrne ke baad Ek Rakat Aur Milakar 4 kare Aur Imaam ke Saath Salam pher diya To Namaz Faasid ho gayi 4 Rakat Qaza kare (Aalamgeeri)nnBahar-e-sahari’At Hissa 4 safa 33nn??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love