Surah E Fatiha Sharif Ke Baad Surat Padi Uske baad phir Alhamdu Padhi.nnTo Namaz Ka kya hukm hai?nnJawab:nnMas’Ala: Surah E Fatiha sharif ke baad Surat padi Us ke baad Phir Alhamdu Padi To Sajda-E-Sahw Wajib nahi.nnYoonhi Farz ki peechali Rakato me fatiha ki takraar se mutlakan Sajda-E-Sahw wajib nahi.nnAur Agar pahli Rakato me Surah E Fatiha ka kai jyaada hissa padh liya tha.nnPhir iaada (repeat) kiya to Sajda-E-Sahw wajib hai.nn(Aalmgeeri)n
Bahar E Shari’At 4tha Hissa Safa No 43
n
??????????????nKhalifa e Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi AmjadinKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????