Kya ek bewa aurat ko Nikahi Ammi bana sakte hai?

Matlab Nikah ke time par Dulha Dulhan ke Nikahi Ammi or Abbu banaye jaate hai.

Jawab:

Is ki zarurat kya hai?

Aur jo asl maa baap hain shar’an wa haqeeqatan wahi ammi abbu rahenge.

Kisi aur ko apna baap, ya maa bataana Na jaayez o haraam hai.

Khalifa e Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi

Share your love