Agar Kisi Sunni Muslim Ladke ki Shadi Kisi Wahabi Ya Aise Kisi Ladki Se Ho Jiske Khas Rishtedaar Me Wahabi ho

Aur Nikah Koi Sunni Mufti, Ya Qari Padhaye To Kya Nikah Durust Hoga ?nnJawab:nnAgar Waaqai Ladki Wahabi Hai Ke Jiski Badmazhabi Hadd e Kufr ko Pahochi Hui Hai, To Ye Nikah Hi Na Hua.nnAgarche Koi Parhaaye, Balke ye Jaante hue Parhaane Waale Par bhi Taubah Laazim Hai.nnHaan! Agar Ladka Ladki Sunni Hain, To Nikah Durust Ho Gaya.nnMagar usme wahabiyo ki shirkat jaayez nahi, jo unki shirkat se raazi raha us par taubah laazim.nn??????????????nKhalifa-E-Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi nKhadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love