Aisa Shakhs (Aadmi) Nikah Padhai Jisko Dhadi Na Ho Aur Shariyat Ka Paband Naho.

To Us Aadmi Se Nikah Padhana Kaisa Hai.nnJabke Hafiz Sahab Hone Ke Baad Wo Nikah Padha Rahe.nnQazi Hai Shaher Ke.nnJawab:nnJo Khud Paband E Shara Na Ho Wo Shaher Ka Qazi Kaise Ho Sakta Hai?nnBaher Haal Agar Waaqai Uski Darhi Hadd E Shara Se Kam Hai To Us Se Nikah Na Parhwaya Jaaye.nnAur Sunni Sahih Ul Aqeeda Gair E Fasiq Alim E Deen Se Nikah Parhwayein.nn??????????????nKhalifa E Huzoor TajushshariahnMufti Maqsood Akhtar QadrinKhadim Dar Al-Ifta Ridawi Amjadin??????????????

Share your love