Aur niyaz ki aam dawat ka ailan kiya gaya ho.
Aise mein agar koi kafir aake baith jayein to kya karna chahiye?
Usey khane dena hai ya utha ke bahar nikalna hoga?
Jawab:
Agar use khilane se islam ki taraf ragbat ki ummid hai to khila sakte hain.
Tabarruk ki azmat use yaad dilayein Aur uski tazeem ka bhi khyala karwayein.
Warna mutashaddid logon ko na khilaya jayein.
Haan bad mazhab wahabi deobandi ko hargiz na shamil hone diya jayein.
Khalifa-E-Huzoor Tajushshariah
Mufti Maqsood Akhtar Qadri Razvi Amjadi
Khadim Dar al-Ifta Ridawi Amjadi